Posts

Showing posts from 2010

Tamanna

Na chahoon koi dhan me Na chahoon pyar ki kashti Chahoon me bas ek rishta Wo hai aapki dosti Jeeban bhar jo rahe Har pal humare sath Such dukh na wo dekhe Deke kandho par hath Na ho kabhi bhi nok jok Jo kare humpe viswaas Rote hue bhi hasade Jo har pal rahe humare paas Bina bayaan kare bhi Jo samjhe dil ki har baat Chahe jitna door rahe Wo kare hume yaad Duniya ka sabse majboot rishta Ise achi tarah nibhana Aaye jitna muskil ghadi Par ise kabhi na khona

Dosti

DOSTI-ye ek aisa shabd he jisse har sakhs wakib hai.par kya sabhi iska matlab jante hai ? DOSTI... -Duniya ka sabse majboot rishte ka naam hai DOSTI. -Niswarth rishte ka naam hai DOSTI. -Do dilo ki ankahi pyar hai DOSTI. -Ankho me chupi baat padhnewali bhasa hai DOSTI. -Apne taklip ko kam karne ki jariya hai DOSTI. -Kabhi na tootne wala rishta hai DOSTI. Chahe kitni bhi taklip aajaye,par ye rishta kabhi nahi tut ta.Kitni bhi galat premi ho,ye do dil ek dusre par bharosa krna nahi chodte.Viswass hi iska sabse majboot hissa hai.Bin viswass ke ye rishta sambhab nahi hai.Dosti ke bin jiban adhura hai...

Khwaab

Kabhi na kabhi aayegi wo Mere dilko chu jayegi wo Kisi raat mere sapno me aake Chupkese kuch kehe jayegi wo Pariyo k seher se aayi he wo Mere dilme kuch khas jaga banayee he wo Ye bechain dil kuch kehe nahi pata Par is dilko bohat yaad aati hai wo Darte he hum kehne se Ye darde judae saha na jaye Bin keh bhi reh nahi pate Ye dil ki tanhayee me jiya na jaye Tumhare yaad me jina humari aadat hai Tumhise meri chahat hai Tanha tanha rehta hoon main Mujhe bas teri jarurat hai Mujhe bas teri jarurat hai SUVASIS…

Friendship

It is not so easy to defined FRIENDSHIP.Because this relation is very complex with beautiful feeling which may not describe in words. It is relation which is unconditional and which survives till death.When two people share a strong bond of mutual understanding,respect and love it becomes a strong foundation of an everlasting FRIENDSHIP.It is when some one knows you better than yourself and always with you in every situation.With the time, the bond get stronger and stronger.The truth between the two people grows and so the attachment also grows. In other words the purpose and meaning of friendship is to make life's burdens lighter for our friend. To express the meaning of FRIENDSHIP is not easy in words because TRUE FRIENDSHIP can only be felt and not expressed. "Its not a difficult thing to make friends but the main thing is how you maintain that relation." "There is no substitute for a friend." FRIEND FOR EVER SUVASIS...

College ke din

Wo college ke din Wo dosto ka pyar Yaad aayenge wo pal Jo beete college me yaar Wo exam ka copy Wo bus ka masti Baris me khel kud Wo kagaj ki kasti wo class ke bahar wo ladkiyo ke baat karna discussion dosto ke saat wo college ka canteen wo bunk marna yaar wo class ka masti wo sir ka pyar yaad aayenge wo pal jo beete college me yaar