Posts

Showing posts from November, 2016

Ek Ankahi Sa Rishta

Na koi alfaaz hai mere paas Na hi howsla  bas kosis yahi rahegi ke Na doori rahe na faasla ek anokaha sa rishta tha wo jise na bayan kabhi kr payenge pal me juda aur pal me bikhar gaya sab jise na kabhi bhul payenge dosti humne v ki thi aur unhone v wo din unhe v yaad aayenge kasar kanha raha is rishte me wo na kabhi dhund payenge kuch naam nhi tha is rishte ka na hi hum kabhi de paye sayad na reh paye aise rishte is duniya me is dar se wo sab bhulana chahe bohat samjhaya is dilko  is rishte ka mol bataya humne par kya jane kya soche ye dil bol betha , acchi nhi hai aisi dosti aisi dosti hum nibha na payenge socha tha karenge dosti rahegi humesa ye yaari humari sayad sach me kuch galat tha is rishte me isliye na suni khuda ne v baat saari bas alvida lete hai hum na roka jaye is aansoon ko humse taklif to unhe v hoti hogi bas darte hai wo apnepanse Suvasis...