Sab Tera
Hai bhulke is duniya ko kanhi
mera naam tere naam se likh di
aur kya dun tujhe e bata oh janeman
ab to meri saans bhi tere naam kardi
Tha lapata kanhi is bhari duniya me
the gumsuda tum mere dilki aawazo me
di dashtak tune is zindagi me aisa
ab tuhi tu hai mere har khayalo me
Pyar ka matlab sikhaya tune hai
is labz ki ehmiyat bataya tune hai
jee to raha tha ek bezaan laas ki tarah
is zindagi ko insaa banaya tune hai
Paake tujhe jaise rab ko paa liya
ek palme hi is naazhiz ko jeena sikha diya
koi karta hai kisise itna bhi pyar
aaj tune wo mujhe kar ke batladiya
Kehne ko to tu hai pyari si gudia meri
aankho me kabhi dekhun na tere aasun kabhi
ye zindagi meri tere khusiyo k liye hai
na rahun kabhi ek pal bhi tujhse juda kabhi
Hai khwasiye sabhi ab tere naam k sajaye
meri khusiya bhi ab tere hoton se aaye
hai to duniya me kayi aur bhi log
par na jane is dilko to bas yahi bhaye
Suvasis...
mera naam tere naam se likh di
aur kya dun tujhe e bata oh janeman
ab to meri saans bhi tere naam kardi
Tha lapata kanhi is bhari duniya me
the gumsuda tum mere dilki aawazo me
di dashtak tune is zindagi me aisa
ab tuhi tu hai mere har khayalo me
Pyar ka matlab sikhaya tune hai
is labz ki ehmiyat bataya tune hai
jee to raha tha ek bezaan laas ki tarah
is zindagi ko insaa banaya tune hai
Paake tujhe jaise rab ko paa liya
ek palme hi is naazhiz ko jeena sikha diya
koi karta hai kisise itna bhi pyar
aaj tune wo mujhe kar ke batladiya
Kehne ko to tu hai pyari si gudia meri
aankho me kabhi dekhun na tere aasun kabhi
ye zindagi meri tere khusiyo k liye hai
na rahun kabhi ek pal bhi tujhse juda kabhi
Hai khwasiye sabhi ab tere naam k sajaye
meri khusiya bhi ab tere hoton se aaye
hai to duniya me kayi aur bhi log
par na jane is dilko to bas yahi bhaye
Suvasis...
Comments
Post a Comment