Tumhari Yaadein
Ye lehrati hawa jaise kuch keh si jati hai
Ye sansanati mousam jaise bahon me bhar aati hai
in sab me bhi na jane koi hai is dilme me
jiski yaad humein aksar humesa aati hai
Uski hoto ki muskan uski aankho ki chamak
is dilko lubha jati hai
yaadon me bhi uski pyari si tasveer
in aankho me ban si jati hai
Wo hato ka chuna wo chanchal si baate
wo milne ki khwaish wo sundar si raate
chahte to milna har roz hum unse
bas chah kar bhi hum unse na mil pate
Hum milne ko unse taraste rehte
wo aane ki raha dekhte rehte
par milne ka waqt jab bhi aata
wo waqt bhi jaise jhat se beet jaate
Aayega wo din bas paas honge hum
phir na rahegi doori na rahega gum
rahenge hum itne khusi se ki
kat jayega ye zindagi aur saato janam
Suvasis...
Ye sansanati mousam jaise bahon me bhar aati hai
in sab me bhi na jane koi hai is dilme me
jiski yaad humein aksar humesa aati hai
Uski hoto ki muskan uski aankho ki chamak
is dilko lubha jati hai
yaadon me bhi uski pyari si tasveer
in aankho me ban si jati hai
Wo hato ka chuna wo chanchal si baate
wo milne ki khwaish wo sundar si raate
chahte to milna har roz hum unse
bas chah kar bhi hum unse na mil pate
Hum milne ko unse taraste rehte
wo aane ki raha dekhte rehte
par milne ka waqt jab bhi aata
wo waqt bhi jaise jhat se beet jaate
Aayega wo din bas paas honge hum
phir na rahegi doori na rahega gum
rahenge hum itne khusi se ki
kat jayega ye zindagi aur saato janam
Suvasis...
Comments
Post a Comment