Posts

Wo yaadein

wo yaadein kuch khas hai wo beete pal humesa paas hai na padhoge kabhi tum jante hai hum par phir v kyun na jane is dil me ek aas hai tha wo ek aisa rishta na kabhi bhul payenge zindagi koi bhi mod lele wo humesa yaad aayenge wo ladna wo jhagadna wo ruthna wo manana wo pyar bhari baato se phir kuch keh jana wo masti bhare din na kabhi aur payenge zindagi koi bhi mod lele wo humesa yaad aayenge anjaane me hi sahi galti kiya tha humne ek pyarisi dosti ko tod diya tha humne na milega aisa yaar na kabhi aur payenge zindagi koi bhi mod lele wo humesa yaad aayenge dosti chuti rishta tuta, tuta sara biswaas aag lagi thi seene me na bujhne ki thi aas khud ko kabhi hum na maaf kar payenge zindagi koi bhi mod lele wo humesa yaad aayenge kya dur huye tum, door huye saare rishte ab kaise sambhale inko bas yahi hum hai sochte na jane ab phir khud kab sambhal payenge zindagi koi bhi mod lele wo humesa yaad aayenge usdin se na jane kis mode pe chali hai zindagi na khu...

Zindagi

zindagi wo neele samandar si hoti hai kabhi kanhi khayi to kabhi lehre si hoti hai bhale hi dikhe wo bahar se hasti muskurati par andar se apne wo gum chupayi roti hai Zindagi ek band kitaab si hoti hai har ek panne me koi kissa likhi rehti hai chahe jitne purane kyun na ho koi kissa aati hai yaad wo sab kisse ki jaise panno me sukhe gulab dabi rehti hai Zindagi ek sukhe patte ki tarah hoti hai najane kitne hawa ka jhoka use uda le jati hai na kehta kabhi kuch un behti hawao ko bas chupke se unke khusi me khudko dubo de jati hai Zindagi ek behti jharna si hoti hai takra k patharo se v muskurati rehti hai hota hai dard un patharo se takra k use par us dard bhari awazo se bhi sabke dilko lubha de jati hai hai kayi rup , hai kayi naam bas chalna hai uska hi kaam sukh kabhi deti to dukh kabhi par har ek bar ek paath padha de jati hai Everyone learns something from their past . It doesn't matter, whether the past was good or bad ...

Ek Ankahi Sa Rishta

Na koi alfaaz hai mere paas Na hi howsla  bas kosis yahi rahegi ke Na doori rahe na faasla ek anokaha sa rishta tha wo jise na bayan kabhi kr payenge pal me juda aur pal me bikhar gaya sab jise na kabhi bhul payenge dosti humne v ki thi aur unhone v wo din unhe v yaad aayenge kasar kanha raha is rishte me wo na kabhi dhund payenge kuch naam nhi tha is rishte ka na hi hum kabhi de paye sayad na reh paye aise rishte is duniya me is dar se wo sab bhulana chahe bohat samjhaya is dilko  is rishte ka mol bataya humne par kya jane kya soche ye dil bol betha , acchi nhi hai aisi dosti aisi dosti hum nibha na payenge socha tha karenge dosti rahegi humesa ye yaari humari sayad sach me kuch galat tha is rishte me isliye na suni khuda ne v baat saari bas alvida lete hai hum na roka jaye is aansoon ko humse taklif to unhe v hoti hogi bas darte hai wo apnepanse Suvasis...

Tamanna

Na chahoon koi dhan me Na chahoon pyar ki kashti Chahoon me bas ek rishta Wo hai aapki dosti Jeeban bhar jo rahe Har pal humare sath Such dukh na wo dekhe Deke kandho par hath Na ho kabhi bhi nok jok Jo kare humpe viswaas Rote hue bhi hasade Jo har pal rahe humare paas Bina bayaan kare bhi Jo samjhe dil ki har baat Chahe jitna door rahe Wo kare hume yaad Duniya ka sabse majboot rishta Ise achi tarah nibhana Aaye jitna muskil ghadi Par ise kabhi na khona

Dosti

DOSTI-ye ek aisa shabd he jisse har sakhs wakib hai.par kya sabhi iska matlab jante hai ? DOSTI... -Duniya ka sabse majboot rishte ka naam hai DOSTI. -Niswarth rishte ka naam hai DOSTI. -Do dilo ki ankahi pyar hai DOSTI. -Ankho me chupi baat padhnewali bhasa hai DOSTI. -Apne taklip ko kam karne ki jariya hai DOSTI. -Kabhi na tootne wala rishta hai DOSTI. Chahe kitni bhi taklip aajaye,par ye rishta kabhi nahi tut ta.Kitni bhi galat premi ho,ye do dil ek dusre par bharosa krna nahi chodte.Viswass hi iska sabse majboot hissa hai.Bin viswass ke ye rishta sambhab nahi hai.Dosti ke bin jiban adhura hai...

Khwaab

Kabhi na kabhi aayegi wo Mere dilko chu jayegi wo Kisi raat mere sapno me aake Chupkese kuch kehe jayegi wo Pariyo k seher se aayi he wo Mere dilme kuch khas jaga banayee he wo Ye bechain dil kuch kehe nahi pata Par is dilko bohat yaad aati hai wo Darte he hum kehne se Ye darde judae saha na jaye Bin keh bhi reh nahi pate Ye dil ki tanhayee me jiya na jaye Tumhare yaad me jina humari aadat hai Tumhise meri chahat hai Tanha tanha rehta hoon main Mujhe bas teri jarurat hai Mujhe bas teri jarurat hai SUVASIS…

Friendship

It is not so easy to defined FRIENDSHIP.Because this relation is very complex with beautiful feeling which may not describe in words. It is relation which is unconditional and which survives till death.When two people share a strong bond of mutual understanding,respect and love it becomes a strong foundation of an everlasting FRIENDSHIP.It is when some one knows you better than yourself and always with you in every situation.With the time, the bond get stronger and stronger.The truth between the two people grows and so the attachment also grows. In other words the purpose and meaning of friendship is to make life's burdens lighter for our friend. To express the meaning of FRIENDSHIP is not easy in words because TRUE FRIENDSHIP can only be felt and not expressed. "Its not a difficult thing to make friends but the main thing is how you maintain that relation." "There is no substitute for a friend." FRIEND FOR EVER SUVASIS...